Monday, June 23, 2014

Aaj ka gyaan....

😈😈Aaj ka gyan no 1:

Agar koi hume accha lagta hai to accha wo nahi hum hai...

Aur agar koi hume bura lagta hai to bura wahi hai Qki hum to acche hai na... 
Aaj ka gyan no 2:

Zindagi se koi cheez maango to aise maango jaise tumhare baap ki thi.

Aur nahi mili to kaunsi tumhare baap ki thi.
😆😆😆😆
Aaj ka gyan no 3 :

Agar koi apko dekh kar darwaza band kar deta hai to yaad rakho...

Kundi dono taraf se hoti hai aap bhi bahar se band karke bhaag jao...😈

No comments:

Post a Comment